Jaldi shadi ka wazifa kia hai?

Loading

QuestionsJaldi shadi ka wazifa kia hai?
Inaya Ali asked 3 years ago
1 Answers
Akhtar Bhai Spiritual Healer answered 3 years ago
Jaldi shadi ho jany ky liye wazifa darja zail hain.

Jaldi shadi ka wazifa in Quran 

Agar kisi ki kisi b waja sy shadi na ho rahi ho to wo “Surah Taha” rozana asar ki namaz k baad phren to boht jald shadi teh payegi. Surah Taha ko rozana phran hai kisi din naga naai karna agar naga ho jae to ap phr din ek se ginana shuru krengy or apko pury 40 din tak phrna hai. Agar is duran rishta ho b jae to phr b apko 40 din he mukamal krengy.

Isme Azam wala jald shadi ky liye wazifa

ap har rooz ye isme azam Isha ki namz k baad 1100 martba phren.

Ya Fattah

Shadi me any wali tamam rakwatain khtam hongi or bohat jaldi apki shadi ho jaegi. Jab apka rishta tah paa jae to ap wazifa phrna chorr dain.

Qurani ayat ka wazifa.

Ap Surah Qamar ki ye ayat wazu me phren apki naa sirf rishta wala masla haal hoga balky ap is wazifa ko kisi b muskil or pareshani me phr sakty hain.

rabbi inni maghloobun fantasir

Write Your Answer Below

5
+
7
=







error: